Parveen Shakir Urdu Ghazal "Poetry" About Unknown Lover

(Parveen Shahkir Urdu Ghazal)

Ek anjaan ko main jaan-e-tamanna samjhon
Sab kahain ghair hai per mein usay apna samjhon

Lub na khul payen agar wo ho muqabil mere
Ya us k husan ka chota sa karishma samjhon

Ek pal ko b us ka pyar ki barish jo rukay
Main samandar ko b so saal ka pyasa samjhon

Faida koi nahi us k bina mehfil Me
Ronaq-e-bazm kisi ko jo us k elawa samjhon

Us k chehray ne mujhe daal diya ha mushkil me
Main ussy chand sa, ya chand ko us sa samjhon