Allama Iqbal Best Urdu Ghazal Poetry The Great Poet of Sub-Continent (Late)

"Best of Iqbal"

Goongi Hogai Aaj Kuch Zuban Kehty Kehty
Hichkicha Gya Main Khud Ko Musalman Kehty Kehty

Ye baat nahi ka muj ko us par yaqeen nahi
Bas dar gya khud ko saheb-e-iman kehty kehty

Tufeeq na hoi mujhy ek waqt namaz ki
Aur chup hoa moazan aazaan kehty kehty

Kesi kafir ne jo poocha ka ye kia hay maheena
Sharam se pani hoa main Ramazan kehty kehty

Mera taaq main gard se atti kitaab ka jo poocha
Main garh gya Zameen main Quran Kehty Kehty

Ye sun ka chup saadh li "Iqbal" us ne!
Yoon laga jaise ruk gaya ho mujhy hewaan kehty kehty

(Allama Iqbal The Great Poet of Sub-Continent)