Urdu Romantic SMS Gallery

Agar rakh sako tu ek nishani main hon
Aur kho do tu ek kahani main hon
Rook paye na jis ko ya sari dunia
Wo he aik bondh aankh ka pani main hon

===

Sab hi mere aanso ka sabab pochte hain
Pareshan ho jata hon ya jab pochte hain
Ajab log hain ya dunia wale bhi!
Dard ka tofan aakar guzar jaye tab pochte hain

===

Autra tha chand hamare aangan mein 
Par sitaron ko ya gawara na tha
Ham tu sitaron se bhi baghawat kar lete
Magar Chand hi hamara na tha

===

Aaj door se hi koi salam kar gia
Apni yaadon ka ghulam kar gia
Apni zindagi gervi rakhi jiske paas
Aaj wohi hamen nelam kar gia

===

Hamen chor kar ghairo se taluq rawan rakha ha
Aur ya bhi pochte ho ka bewafaye kia ha
Yahan tu jaan se guzar jana parh tha ha
Tujhe kia pata ka dard-e tanhai kia ha