Urdu nice funny Poetry Jokes on Raksha

Ba Khedmat-e Janab Wazir-e-Ala Punjab:
Jan ki Aaman paon tu Kuch aarz karon?
Rotee Rs.2 Te Gais Rs.100
Aey Khadam-e Punjab - De zara Jawab
Soch Raha Ha Sara Pakistan!
Na koi dhanda na kam
Reshwat aam traffic jam
America ke ham bane ghulam
Sari dunia mein badnam
Hoga kia mera anjaam
Ya soch raha ha Pakistan