Urdu Ishaq Poetry SMS Collection

Labon pe haraf na koi sawal rakhta tha
Kabhi mein zabt mein itna kama rakhta tha
Khabar na thi wo mujhe hi bhol jayega
Ek ek cheez jo meri sambhal rakha tha

=======

Ishaq Marte nahi zinda dafnaye jate hain
Hindu kehte hain isse jalado
Muslim kehte hain isse dafnado
Magar koi ye nahi kehta isse is ki mohabat se mela do

=======

Jab mujh se milne aa na sako
Aur yaad se bahir ja na sako
Thora dil ko tum samjha lena
Bus yaad se dil behla lena

=======

Dil ko badal na dena mobile ki trah
Mohabat ko kabi low na karna  battery ki trah
Pyaar ko kam na karna balance ki trah
Har waqat busy na rehna network ki trah
Kash aap ko hamari zarorat ho charger ki trah

=======

Tufan mein ghar ka rasta pocha nahi gia
Aik hamsafar tha sath phir dekha nahi gia
Gham ya nahi ka mera muqadar na ban saka
Gham ya ha ka mujh se tu wo bhola nahi gia