Urdu Religious Poetry Pictures, Urdu Eid Poetry New Moon

Very attractive Urdu poetry
Aey Chaand!!!
Jab wo teri taraf dekhin
Tu aunhain kuch yaad delana
Madhur say kuch geet sunana
Aur kehna......!
Tumhain koi yaad karta hain
Teri Aarzo, Teri umeed karta hain
Koi aaj bhi
Tumhain dekh kar Eid karta hain

Phir un ki ghali main jayega, Phir saho ka sajda kar lega
Es dil pa bharosa kon kary har roz musalman hota hay